1 / 10: Mohammad Iqbal
koi dam ka mehmaan hoon
aye ahl-e-mehfil
charaagh-e-sahar hoon
bujha chaahataa hoon
i am a guest for a few moments
oh, companions of the gathering
i am the lamp at dawn
and i wish to fade away
Mohammad Iqbal (10)
0
0
0
12
2 / 10: Mohammad Iqbal
iqbal baDa updeshak hai
mann baaton mein moh leta hai
guftaar ka ghaazi ban to gaya
kirdaar ka ghaazi ban na saka
iqbal is an eloquent moralist
captivating minds with his talk
he became a warrior of speech
but failed to become one of action
Mohammad Iqbal (10)
0
0
1
22
3 / 10: Mohammad Iqbal
guzar ja aqal se aage
ki ye noor
charaagh-e-raah hai
manzil nahin
go past the intellect
for this light
is but an illumination of the path
not the destination
Mohammad Iqbal (10)
0
0
1
1.9K
4 / 10: Mohammad Iqbal
jo main sar-ba-sajda hua kabhi
to zamin se aane lagi sadaa
tera dil to hai sanam-ashna
tujhe kya milega namaaz mein
when i was prostrate in prayer
i heard a voice from the ground
when your heart itself is the beloved
what will you get from this prayer?
Mohammad Iqbal (10)
prostrate in prayer
ground
call, voice / forever
(muslim) prayers, worship
Theme: Religion, Reason & Tradition (58)
0
0
2
2.1K
5 / 10: Mohammad Iqbal
achchha hai dil ke saath
rahe paasbaan-e-aqal
lekin kabhi kabhi ise
tanha bhi chod de
it's good that your mind
stands guard to the heart
but, on occasion,
do leave the heart alone
Mohammad Iqbal (10)
Theme: Heart, Mind & Memory (61)
1
0
0
1.9K
6 / 10: Mohammad Iqbal
faqat nigaah se hota hai
faisla dil ka
na ho nigaah mein shokhi
to dilbari kya hai
just with a glance
does the heart decide
if the glance has no playfulness
where then is the charm
Mohammad Iqbal (10)
0
0
0
1.6K
7 / 10: Mohammad Iqbal
zamaana aql ko samjha hua hai
mishal-e-raah
kise khabar ki junoon bhi hai
saahib-e-idraak
the world always considered
intellect to be the guiding light
who knew that passion
can also inform and enlighten
Mohammad Iqbal (10)
2
0
3
3.6K
8 / 10: Mohammad Iqbal
tu shaheen hai
parvaaz hai kaam tera
tere saamne aasmaan
aur bhi hain
you are a falcon
your job is to fly
there are more skies
ahead of you
Mohammad Iqbal (10)
Theme: Hopes, Aspirations & Dreams (35)
0
0
3
2.7K
9 / 10: Mohammad Iqbal
amal se zindagi banti hai
jannat bhi jahannam bhi
ye khaaki apni fitrat mein
na noori hai na naari hai
action shapes life
both heaven and hell
this earthly being, in its nature,
is neither of light nor of fire
Mohammad Iqbal (10)
0
0
2
3.7K
10 / 10: Mohammad Iqbal
tilism-e-gumbad-e-garduun ko
toD sakte hain
zujaaj ki yeh imaarat hai
sang-e-khaara nahin
the spell of the celestial dome
can surely be broken
it is a structure of glass
not of unbreakable rock
Mohammad Iqbal (10)
0
0
1
3.9K
427 Shaayars
Urdu Poetry, Simply Told
classic Urdu shers with simple translations, poetic insights, and mini-dictionaries for every poetry lover...
A heartfelt collection of Classic Urdu shers...
Alfaaz Ki Mehfil is a curated space for timeless poetry celebrating words, emotions, and the enduring beauty of expression. From classic Urdu couplets to modern reflections, it brings together generations of poetic voices that speak of love, longing, hope, and the human soul.