App Logo
Author default cover image

15 Urdu ash'ar / shaayari (shers, couplets) containing the word:

khwaab

dream

1 / 15: khwaab

ik muamma hai samajhne ka

na samjhaane ka

zindagi kaahe ko hai

khwaab hai deewaane ka

it is a puzzle, neither to

understand or to explain

what's the point of life?

it is but a madman's dream

Fani Badayuni (5)
muamma (1)

puzzle, riddle

to understand

to explain, clarify

zindagi (34)

life

khwaab (15)

dream

crazy, mad people

0

0

0

31


2 / 15: khwaab

inquilaab ek khwaab hai

so hai

dil ki duniya kharaab hai

so hai

revolution is just a dream

and so it is

the world's heart is horrible

and so it is

revolution

khwaab (15)

dream

duniya (22)

world

ruin, spoil

Theme: Oppression, Rebellion & Freedom (53)

0

0

0

43


3 / 15: khwaab

ye zaroori hai ki aankhon ka

bharam qaaem rahe

neend rakho ya na rakho

khwaab meyaari rakho

it is essential to preserve

the illusion of the eyes

whether you sleep or not

make sure your dreams are top class

necessary, essential

eyes

bharam (2)

doubt

qaaem (2)

established, enduring

rahe (13)

remain

neend (4)

sleep

khwaab (15)

dream

high quality

0

0

0

23


4 / 15: khwaab

main ne dekha hai

bahaaron mein chaman ko jalte

hai koyi khwaab ki

taabir bataane wala

i have seen gardens

burning in spring

is there anyone who can

interpret this dream for me

spring, nature

chaman (5)

garden

jalte (4)

light up, burn

khwaab (15)

dream

taabir (1)

interpretation

1

0

0

42


5 / 15: khwaab

uTho ye manzar-e-shab-tab

dekhne ke liye

ke neend shart nahin

khwaab dekhne ke liye

get up to witness

this shining scene of the night

as sleep is not needed

for one to dream

manzar (3)

sight, view, scene

neend (4)

sleep

shart (2)

condition, requirement

khwaab (15)

dream

0

0

1

3.2K


6 / 15: khwaab

har ek raat ko

mahtaab dekhne ke liye

main jaagta huun

tera khwaab dekhne ke liye

to see the full moon

every night

i stay awake

to see you in my dream

moon

khwaab (15)

dream

0

0

1

3.2K


7 / 15: khwaab

kya qayaamat hai ki

aariz un ke neele pad gaye

ham ne to bosa liya tha

khwaab mein tasveer ka

what calamity...that her

cheeks have turned blue

i merely kissed

her image in my dream

Anonymous

khwaab (15)

dream

aariz (2)

cheeks

bosa (4)

kiss

photo, picture, image

neele (1)

blue

0

0

0

4.9K


8 / 15: khwaab

khwaab hi khwaab

kab talak dekhun

kaash tujh ko bhi

ek jhalak dekhun

for how long can i

only dream and dream

if only i could get

a real glimpse of you

khwaab (15)

dream

kaash (4)

if only

jhalak (2)

moment, glimpse

0

0

1

2.1K


9 / 15: khwaab

khwaab hi khwaab

kab talak dekhun

kaash tujh ko bhi

ek jhalak dekhun

for how long will i see you

in dreams and dreams alone

if only i could see you

for real even if for a moment

khwaab (15)

dream

jhalak (2)

moment, glimpse

0

0

0

3.2K


10 / 15: khwaab

ek khwaab ka khayaal hai

duniya kahen jise

hai is mein ek tilism

tamanna kahen jise

the thoughts of a dream

that which we call the world

in this there is a spell

that which we call desire

khayaal (14)

thoughts

khwaab (15)

dream

tamanna (11)

wish, desire

tilism (3)

spell, magic

0

0

0

2.3K


11 / 15: khwaab

jise ishrat-kada-e-dahr

samajhta tha main

aakhir-e-kaar vo

ek khwaab-e-pareshaan nikla

that which i thought was

the pleasure house of the world

at the end, turned out to be

a troubled dream

dahr (1)

world, universe, era

aakhir (4)

alas, afterall

kaar (2)

thing, work

khwaab (15)

dream

distressed, troubled

nikla (9)

turned out, came out

0

0

0

1.9K


12 / 15: khwaab

kabhi jo khwaab tha

woh pa liya hai

magar jo kho gayi

woh cheez kya thi

that cherished dream

you have realized

but, what is that

you have lost, along the way?

2007: Padma Bhushan

2013: Sahitya Akademi Award

khwaab (15)

dream

magar (18)

yet, but

pa (1)

get

cheez (4)

things, matter

0

0

1

3.2K


13 / 15: khwaab

ab judaayi ke safar ko

mere aasaan karo

tum mujhe khwaab mein aa kar

na pareshaan karo

make this journey of separation

of mine a little easier

please do not torment me

by appearing in my dreams

2014: Sahitya Akademi

khwaab (15)

dream

separation

safar (21)

journey, travel

aasaan (4)

easy

distressed, troubled

0

0

1

3.4K


14 / 15: khwaab

mujh mein kya mere siva

aur bhi rehta hai koi

main to so jaati huun

phir khwaab kise dikhte hain

is there someone else

that lives in me besides myself?

i go sleep, but then

who sees the dreams

khwaab (15)

dream

1

0

1

4.5K


15 / 15: khwaab

khwaab-e-shireen mein woh aur

dil mera hai maail-e-shauq

dil dhaDaktaa hai ki

bedaar karuun ya na karuun

she is dreaming sweetly, and

my heart bends towards desire

my heart beats, wondering

whether to wake her up or not

khwaab (15)

dream

sweet

dil (73)

heart

maail (1)

inclined, disposed

shauq (14)

passion, zeal

beat

bedaar (2)

awaken, awakened

2

0

1

1.9K


Featured Shaayars

423 Shaayars

Featured Themes

Life, Living & Dying (115)
cardLogo

Urdu Poetry, Simply Told

classic Urdu shers with simple translations, poetic insights, and mini-dictionaries for every poetry lover...

A heartfelt collection of Classic Urdu shers...

cardLogo

Alfaaz Ki Mehfil is a curated space for timeless poetry celebrating words, emotions, and the enduring beauty of expression. From classic Urdu couplets to modern reflections, it brings together generations of poetic voices that speak of love, longing, hope, and the human soul.

Quick Links

  • Poets
  • FAQs
  • Contact Us

© 0 Alfaaz Ki Mehfil. All rights reserved.

Privacy Policy | Terms of Use | Copyright