36 Urdu ash'ar / shaayari (shers, couplets) on the theme:
main hi, 'aslam'
sachcha huun
jhooTi
duniya saari hai
i alone, 'aslam'
am truthful
the rest of the world
is full of deceit
0
0
0
8
qulzum-e-fikr mein hai
kashti-e-imaan saalim
nakhuda husn hai
aur ishq hai langar apna
in the ocean of thought
the ship of faith remains intact
beauty is the boatman
and our love is the anchor
0
0
0
29
raah-e-mazmuun-e-taaza
band naheen
taa qayaamat khula hai
baab-e-sukhan
the path to fresh ideas
is never sealed shut
the door to new expression
remains open till doomsday
0
0
0
43
khuda hi jaane 'yagana'
main kaun huun kya huun
khud apni zaat pe shak
dil mein aaye hain kya kya
only god knows, yagana,
who i am and what i am
many doubts have crept into my heart
about my very self
0
0
0
3
ilm kya
ilm ki haqeeqat kya
jaise jis ke
gumaan mein aaye
what is knowledge
what is its truth?
it is what each person
imagines it to be
0
0
0
15
kabhi duniya ke andar
kuchh nazar aata naheen mujh ko
kabhi apne hi andar
ek duniya dekh leti huun
sometimes, i see nothing
in the world
sometimes, i see a whole world
within myself
0
0
0
16
zauq-e-takallum par urdu ne
raah anokhi kholi hai
rang ki gehraayi naapi hai
phool ki khushbu toli hai
for the joy of expression
urdu has crafted a novel path
it gauged the depth of hues
it weighed the fragrance of flowers
0
0
0
39
ye zaroori hai ki aankhon ka
bharam qaaem rahe
neend rakho ya na rakho
khwaab meyaari rakho
it is essential to preserve
the illusion of the eyes
whether you sleep or not
make sure your dreams are top class
0
0
0
23
uTho ye manzar-e-shab-tab
dekhne ke liye
ke neend shart nahin
khwaab dekhne ke liye
get up to witness
this shining scene of the night
as sleep is not needed
for one to dream
0
0
1
3.2K
khud jise mehnat mashaaqqat se
banaata huun 'jamaal'
chhoD deta huun woh raasta
aam ho jaane ke baad
the path that i laboriously make
with great effort, jamaal
i abandon that
when its trodden by all
1
0
1
2.0K
chaahiye us ke tasavvur hi se
naqsha kheenchna
dekh kar tasveer ko
tasveer phir kheenchi to kya
one show draw a portrait
from just one's imagination
if a picture is drawn by
looking at another...what's the point?
0
0
1
3.8K
guzar ja aqal se aage
ki ye noor
charaagh-e-raah hai
manzil nahin
go past the intellect
for this light
is but an illumination of the path
not the destination
0
0
1
1.9K
ki hai ustad-e-azal ne
ye rubaayi mauzoon
chaar unsoor se khule
maani-e-pinhaan ham ko
the unforgettable poet
has crafted this amazing couplet
in four lines she revealed
the concealed meaning (of life?)
0
0
0
2.5K
allah agar taufeeq na de
insaan ke bas ka kaam nahin
faizaan-e-mohabbat aam sahi
irfaan-e-mohabbat aam nahin
if god doesn’t give guidance
man is not competent
grace of love is common
but not love’s enlightenment
1959: Sahitya Akademi
0
0
0
4.0K
kidhar se barq chamakti hai
dekhen ai vaaiz
main apna jaam uThaatha huun
tu kitaab uTha
let’s find out, o priest, where the
spark of lightning comes from
i will raise my glass of wine
you raise your holy book
1959: Sahitya Akademi
0
0
0
3.9K
seekhe hain mah-rukhon ke liye
ham musavvari
taqreeb kuch to
bahr-e-mulaaqat chaahiye
i learned to paint for the sake of
the moon-faced ones
something is needed
to gain an acquaintance
0
0
1
2.4K
0
0
2
3.8K
waqt ki aandhi mein bhi
roshni ka diya jalaata raha
mera qalam mera saathi
mera humraaz banta raha
even during the storms of time
i kept lighting the lamp of brightness
my pen remained my friend,
my confidant all through
0
0
0
3.8K
ham aise ahl-e-nazar ko
suboot-e-haq ke liye
agar rasool na hote to
subah kaafi thi
for us people of insight
looking for proof of truth
if there’s no prophet
just the dawn would do
0
0
0
2.0K
ilm ki ibtida hai
hungama
ilm ki inteha hai
khaamoshi
the beginning of knowledge
commotion
the end of knowledge
silence
0
0
0
4.6K
ye masail-e tasawwuf
ye tera bayaan, ghalib
tujhe hum wali samajhte
jo na baada-khvaar hota
these mystical discussions
and your unique narration, ghalib,
we would have deemed you a saint
had you not been a drinker
problems
mysticism
learned person, saint
understand, deem
drinker, drunkard
0
0
0
2.0K
awaazon ki bheed mein
itne shor-sharaabe mein
apni bhi ik raae rakhna
kitna mushkil hai
in this crowding of voices
amid all this tumult and furor
to listen to your own voice
how hard it is
0
0
1
3.3K
jis bhi fankaar
ka shahkaar ho tum
us ne sadiyon
tumhen socha hoga
whichever artist created
the masterpiece that’s you
(s)he must have
thought of it for ages
0
0
3
3.3K
sauda, jo bekhabar hai
wahi yaan kare hai aish
mushkil bahut hai un ko
jo rakhte hain aagahi
sauda, the ignorant
enjoy the most here
it is difficult for those
who are aware
0
0
0
3.0K
zamaana aql ko samjha hua hai
mishal-e-raah
kise khabar ki junoon bhi hai
saahib-e-idraak
the world always considered
intellect to be the guiding light
who knew that passion
can also inform and enlighten
2
0
3
3.6K
thi woh ik shakhs ke
tasavvur se
ab woh
raanaai-e-khayaal kahaan
that was triggered by
imagining a person
where is that
fantasy now?
0
0
0
2.9K
jalte hain ik charaagh ki lau se
kayi charaagh
duniya tere khayaal se
raushan hui to hai
with just one lamp
many lamps are lit
the whole world is brightened
just by the thought of you
0
0
1
4.0K
charaagh-e-raahguzar
laakh taabnaak sahi
jala ke apna diya
raushni makaan mein la
lights of the street are surely
a thousand times brighter
but light your own lamp
and bring light into the house
0
0
0
2.3K
gham-e-hasti ka 'asad'
kis se ho juz marg ilaaj
shamaa har rang mein jalti hai
seher hote tak
who can cure, ‘asad’,
the sorrow of existence except death
the lamp burns in every color
until the dawn arrives
1
1
1
2.0K
husn-e-farogh-e-sham-e-sukhan
duur hai, asad
pahle dil-e-gudaakhta
paida kare koi
the beauty of an illuminating
lamp of eloquence is far away, ‘asad’
first, let someone create a heart
that is burnt and melted in love
0
0
0
3.7K
har rang har aahang
mere saamne aajiz
main koh-e-maani ki
bulandi pe khada hoon
every color, every melody
stands humbled before me
as i stand on top of
the mountain of enlightenment
0
0
0
2.8K
423 Shaayars
Urdu Poetry, Simply Told
classic Urdu shers with simple translations, poetic insights, and mini-dictionaries for every poetry lover...
A heartfelt collection of Classic Urdu shers...
Alfaaz Ki Mehfil is a curated space for timeless poetry celebrating words, emotions, and the enduring beauty of expression. From classic Urdu couplets to modern reflections, it brings together generations of poetic voices that speak of love, longing, hope, and the human soul.