45 Urdu ash'ar / shaayari (shers, couplets) on the theme:
daagh-e-dil chamak kar
ab ye kehte hain, 'faheem'
hai ye ghar roshan hamin se hain
charaagh-e-khaana ham
the scars of the heart
now gleam and say
it is our light, 'faheem'
that keeps this home bright
0
0
1
26
jaan se apni guzar jaao
mohabbat mein, 'faheem'
naam agar chahte ho
himmat-e-mardaana karo
lay down your life, 'faheem'
in the spirit of love
if you desire fame
act with fearless courage
0
0
1
27
juun mauj haath maariye
kya bahr-e-ishq mein
saahil, 'naseer', duur hai
aur dam naheen raha
like a wave, for how long can i
swim in this ocean of love
the shore, 'naseer', is far away
and i have no breath left
0
0
0
23
na saath dengi
ye dam toDtee huyi shamein
naye charaag jalaao ki
raushni kam hai
these dying lamps
will not stay with us for long
light new ones
as brightness is fading
0
0
0
22
gulon kaa zikr
bahaaron mein kar chuke, 'akhtar'
ab aao hosh mein
barq-o-sharar ki baat karo
we have spoken enough of
blossoms in spring, 'aktar'
now, let us turn our clear minds
to lighting and fire
0
0
0
11
bahut kaam lene hain
dard-e-jigar se
kahin zindagi ko
qaraar aa na jaaye
i still have much to accomplish
with this burning in my heart
i hope my life won't become
too calm, too content
0
0
1
45
raushan bhi hami se rahi
taqdeer hamaari
aur apne muqaddar ki siyaahi
bhi hamein thay
i was the light
in my destiny
and i myself
was the darkness in it too
0
0
2
44
vasvase dil mein na rakh
khauf-e-rasan le ke na chal
azm-e-manzil hai to
humraah thakan le ke na chal
don't harbor doubts in your heart
do not carry the fear of the noose
if your aim is the destination
don’t drag fatigue along with you
0
0
0
61
ek main hoon aur
dastak kitne darwaazon pe doon?
kitni dahleezon pe
sajda ek peshaani kare
i am just one
how many doors must i knock upon?
before how many doorsteps
should i prostrate in submission?
0
0
1
91
tum se haasil hua ik
gehre samundar ka sukuut
aur har mauj se
laDna bhi tumhi se seekha
from you i gained
the calm of a deep ocean
and to fight against every wave
i learned from you too
0
0
0
47
usi ne sab se pehle
haar maani
wahi sab se
dilaawar lag raha tha
the one who first
accepted defeat
now seems to be
the bravest of all
0
0
0
2.8K
jazbe ki kaDi dhoop ho to
kya nahin mumkin
ye kis ne kaha
sang pighalta hi nahin hai
if the heat of passion is intense
what is not possible
who said that
the rock doesn't melt?
0
0
2
4.1K
har ek raat ke pahlu se
din nikalta hai
wo log kaise sanwar jayen
jo tabaah nahin
from every night
a day dawns
how will they ever improve
who have not been destroyed
0
0
0
4.4K
jo toofanon mein
palTe ja rahe hain
wahi duniya
badalte ja rahe hain
those who keep growing
braving the storms
those are the ones
that keep changing the world
1959: Sahitya Akademi
0
0
1
4.4K
nakhuda, maujon ki is
narm-khirami pe na ja
yahi maujen to badal jati hain
toofanon mein
o sailor, don’t be fooled
by these gentle, graceful waves
they turn violent
during a storm
0
0
1
1.9K
girte hain shahsawar hi
maidaan-e-jung mein
woh tifl kya girega jo
ghuTnon ke bal chale
only the warrior on the horse
can fall in the field of war
how can a weakling fall
that is crawling on his knees
0
0
1
2.8K
ranj se khugar hua insaan to
miT jaata hai ranj
mushkilein mujh par paDi itni ke
aasaan ho gayee
if a person gets accustomed to grief
then grief disappears
so many difficulties have come upon me
that it has become easy to bear them
0
0
0
3.3K
khuda tujhe kisi
toofan se aashna kar de
ki tere bahr ki maujon
mein izteraab naheen
may god familiarize
you with some storms
the waves of your sea
seem a little too calm
0
0
0
2.9K
allah tujhe rakhe
mahfouz hawaadis se
aye kufr tere dum se
aaraish-e-imaan hai
may god keep you safe
from calamities
oh disbelief, your breath
itself an adornment of faith
0
0
0
2.7K
saahil ke sukoon se
kise inkaar hai lekin
toofan se laDne mein
mazaa aur hi kuchh hai
who will refuse
the comfort of a safe shore
but the joy of fighting a storm
is something else
0
0
1
3.5K
bulandiyon pe pahoonchna
koyi kamaal nahi
bulandiyon pe teherna
kamaal hota hai
there is nothing great
in reaching the heights
but staying there…
yes, that’s remarkable
0
0
1
1.9K
isi khanDar mein kaheen kuchh
diye hain TuuTe hue
inheen se kaam chalao
baDi udhaas hai raat
in these ruins, there are
a few broken lamps somewhere
make do with them
for this is quite a sad night
1
0
1
4.0K
main aandhiyon ke paas
talaash-e-sabaa mein huun
tum mujh se poochhte ho
mera hausla hai kya
i am searching for a new beginning
in the midst of a raging storm
and you are asking me
if i have courage
0
0
0
3.6K
ye qayaam kaisa hai raah mein
tere zauq-o-shauq ko kya hua
abhi chaar kaanTe chhube nahin
tere sab iraade badal gaye?
how come this stalling in the path?
what happened to your will and zeal?
not even four thorns have pricked you
and all your intentions have changed?
Anonymous
0
0
1
4.1K
dhoop mein niklo
ghaTaon mein naha kar dekho
zindagi kya hai
kitabon ko haTa kar dekho
get out into the sun
take a bath in the clouds
figure out life
by first closing the book
1
0
0
5.0K
khudi ko kar buland itna
ke har taqdeer se pehle
khuda bande se ye pooche
bata teri raza kya hai
strengthen yourself so much
that before every turn of fate
god asks of his child
tell me, what is your wish?
0
0
0
3.3K
koshish bhi kar
ummeed bhi rakh, raasta bhi chun
phir is ke baad
thoda muqaddar talaash kar
work hard too, keep faith too
find a path too
after all this...
look for a little luck
2
0
0
2.7K
na humsafar
na kisi humnasheen se niklega
hamaare paanv kaa kaanta
hamain se niklega
neither our companions nor
our dear friends can help
the thorns in our feet
we got to take them out ourselves
1
0
1
2.8K
khud se
guzre to
qayaamat se
guzar jayenge hum
if i can get
through myself
i can get through
any calamity
0
0
0
2.0K
dil na-ummeed to nahi
nakaam hi to hai
lambi hai gham ki shaam
magar shaam hi to hai
the heart is not hopeless
just not sorted for now
long is the night of sorrow
yet, it is just a night (that'll pass)
0
0
1
3.6K
mere junoon ka nateeja
zaroor niklega
isi siyah samundar se
noor niklega
the results of my passion
will surely emerge
glowing light will spring from
the depths of the dark ocean
1
0
0
2.8K
jaanta hoon ek aise
shakhs ko mein bhi 'muneer'
gham se pathar ho gaya
lekin kabhi roya nahin
i too know of
one such person, ‘muneer’
whom sorrow has turned into a stone
but he never shed a tear
0
0
2
3.2K
duniya mein wohi shakhs hai
taazim ke qaabil
jis shakhs ne halat ka
rukh mod diya ho
that person is worthy
of reverence in this world
who changes the
course of fate
0
0
5
3.4K
ab hawayein hi karengi
roshni ka faisla
jis diye mein jaan hogi
woh diya rah jaayega
now the winds decide
the fate of the light
the lamps that are strong
will remain lit
0
0
1
4.3K
khud se milne ke liye
khud se guzar kar aaya
kis qadar sakht muhim thi ki
jo sar kar aaya
to get to know myself
i had to pass through myself
what a difficult challenge it was
that i had to overcome
0
0
1
3.1K
subh le jaate hain hum
apna janaaza ghar se
shaam ko phir
use kaandhon pe uTha laate hain
in the morning, i take my
funeral procession out from my home
only to bring it back
on my shoulders each evening
1
0
3
4.2K
hausla hai to
safinon ke alam lahraao
bahte dariya to chalenge
isi raftaar ke saath
if you have the courage
unfurl the sails of your boat
the flowing river
will continue at its own pace
0
0
0
2.2K
tilism-e-gumbad-e-garduun ko
toD sakte hain
zujaaj ki yeh imaarat hai
sang-e-khaara nahin
the spell of the celestial dome
can surely be broken
it is a structure of glass
not of unbreakable rock
0
0
1
3.9K
423 Shaayars
Urdu Poetry, Simply Told
classic Urdu shers with simple translations, poetic insights, and mini-dictionaries for every poetry lover...
A heartfelt collection of Classic Urdu shers...
Alfaaz Ki Mehfil is a curated space for timeless poetry celebrating words, emotions, and the enduring beauty of expression. From classic Urdu couplets to modern reflections, it brings together generations of poetic voices that speak of love, longing, hope, and the human soul.