25 Urdu ash'ar / shaayari (shers, couplets) on the theme:
baandh rakkha hai kisi soch ne
ghar se ham ko
warna apna dar-o-deewaar se
rishta kya hai?
it is just a thought
that binds us to this house
else, what ties do i have
with these doors and walls?
0
0
0
18
dilli kahaan gayi
tire koochon ki raunaqen
galiyon se sar jhuka ke
guzarne lagaa huun main
oh delhi, where has the
charm of your lanes gone?
now i walk through your streets
with my head bowed
0
0
1
45
nairangi-e-siyaasat-e-dauraan
to dekhiye
manzil unhein mili
jo shareek-e-safar na thay
observe the irony of
the politics of this era
those who did not even travel
have reached the destination
0
0
0
40
jinhen taareekh bhi
likhte Daregi
woh hungaame
yahaan hone lage hain
that even history
would fear to record
such chaotic events
have begun to happen here
0
0
0
21
tum raah mein chup-chaap
khaDe ho to gaye ho
kis kis ko bataaoge ki
ghar kyun nahi jaate
you stand there, silently
in the path
to how many will you explain
why you are not going home?
0
0
1
2.9K
zabaan hamaari na samjha
yahaan koi 'majrooh'
hum ajnabi ki tarah
apne hi watan mein rahe
no one here, ‘majrooh’,
understands what i say
i remain a stranger
in my own land
0
0
2
3.2K
subh-e-kaazib ki hawa mein
dard tha kitna 'muneer'
rail ki seeti baji to
dil lahu se bhar gaya
how much pain there is
in the breeze of the dawn of deceit
hearing the whistle of the train
the heart is filled with blood
0
0
1
1.8K
afraad ke haathon mein hai
aqwaam ki taqdeer
har fard hai millat ke
muqaddar ka sitaara
the destiny of the nation
lies in the hands of its people
every person is a pointer
to the fate of the nation
0
0
0
2.1K
mera khuda mujhe bas
itna motabar kar de
main jis makaan mein rehta hoon
usko ghar kar de
oh god, make me
a trustworthy person
and the house in which i live
make it my home
0
0
1
4.7K
insha-ji ab ajnabiyon mein
chain se baaqi umr kaaTe
jin ki khaatir basti chhoDi
naam na lo un pyaaron ka
insha, spend the rest of your life
in peace among strangers
the loved ones for whom you
left your town, think not about them
1
0
0
1.7K
kal thake-haare parindon ne
naseehat ki mujhe
shaam Dhal jaaye to 'mohsin'
tum bhi ghar jaaya karo
the weary and exhausted birds
offered me this advice yesterday
when dusk falls, ‘mohsin’,
you should go home too
0
0
0
4.9K
mera dil hai ek
bade se shehar jaisa
jis mein ek bhi ghar
nahi mere naam ka
my heart is like
a big, busy city
in which not even
one house is in my name
city
0
0
1
5.0K
main lautne ke iraade se
jaa rahaa huun magar
safar safar hai
mera intezaar mat karna
i am leaving with the
intent to return, but
journey is a journey,
don’t wait up for me
0
0
2
2.8K
kalkatte ka jo zikr kiya
tu ne hum-nasheen
ek teer mere seene
pe mara, ke hai
when you mentioned Kolkata
oh my dear friend
you shot an arrow
straight into my heart
0
0
0
3.1K
'jamaal' har shehar se hai pyaara
vo shehar mujh ko
jahaan se dekha tha
pehli baar aasmaan main ne
jamaal, of all the cities
that city is dear to me
from where i saw the sky
for the first time
0
0
0
4.5K
be-waqt agar jaaunga
sab chaunk paDenge
ik umr hui din mein
kabhi ghar nahi dekha
if i go at an unexpected time
everyone will be shocked
it has been a lifetime and
i have not seen my home in daylight
0
0
0
2.4K
kyun maang rahe ho
kisi baarish ki duaen
tum apne shikasta
dar-o-deewaar to dekho
why are you seeking
the blessings of rains
first pay attention to your
broken doors and walls
0
0
0
2.6K
kabhi din ki dhoop mein jhoom ke
kabhi shab ke phool ko chuum ke
yun hi saath saath chalen sada
kabhi khatm apna safar na ho
sometimes swaying in the sunshine
sometimes kissing evening flowers
let us walk together forever
may our journey never end
0
0
0
2.4K
talaash-e-rizq ka ye
marhala ajab hai ki ham
gharon se door bhi
ghar ke liye base hue hain
in search of livelihood
this stage is so strange that
we have settled far away from home
just for the sake of our homes
0
0
1
4.8K
us ke aangan mein
raushni thi magar
ghar ke andar
baDa andhera tha
the courtyard was
brightly lit
but the house inside
was pretty dark
0
0
0
3.1K
log har moD pe ruk ruk ke
sambhalte kyun hain
itna Darte hain to phir
ghar se nikalte kyun hain
why do people pause and hesitate
at every turn?
if they are so scared
why do they even leave home?
0
0
0
4.1K
har dukaan apni jagah
hairat-e-nazaara hai
fikr-e-insaan ke sajaaye hue
bazaar to dekh
every shop in its own place
is a wonder to behold
look at the bazaar decorated
with concern for humanity
shop
0
0
0
4.0K
tum bilkul ham jaise nikle
ab tak kahaan chhupe thay, bhai
woh murakhta woh ghamaDpan
jis mein hum ne sadi ganwaayi
you turned out just like us, brother
where were you hiding all this while?
that stupidity, that stubbornness
in which we wasted decades
1
0
2
5.0K
dekhoge to har moD pe
mil jaayengi laashen
DhoonDoge to is shahr mein
qaatil na milega
if you look, at every turn,
you will find dead bodies
but, if you search in this city,
you will find no murderers
0
0
0
3.8K
423 Shaayars
Urdu Poetry, Simply Told
classic Urdu shers with simple translations, poetic insights, and mini-dictionaries for every poetry lover...
A heartfelt collection of Classic Urdu shers...
Alfaaz Ki Mehfil is a curated space for timeless poetry celebrating words, emotions, and the enduring beauty of expression. From classic Urdu couplets to modern reflections, it brings together generations of poetic voices that speak of love, longing, hope, and the human soul.