117 Urdu ash'ar / shaayari (shers, couplets) on the theme:
kaun kisi ka
gham khaata hai?
kahne ko
ghamkhwaar hai duniya
who truly shares
anyone else's sorrow?
the world only
pretends to care
0
0
1
12
ye na aane ke bahaane hain sabhi
varna, miyaan
itna to ghar se mere
kuchh naheen ghar duur tera
these are all excuses
for not visting, my friend
my home, after all,
is not that far from yours
0
0
0
10
tahqeeq ki nazar se
aakhir koon ham ne dekha
aksar hain maal waale
kum hain kamaal waale
after deep scrutiny
we discovered this truth
there are many with wealth
but few with true excellence
0
0
0
5
hum ne ghar ki
salaamti ke liye
khud ko ghar se
nikaal rakkha hai
for the well-being
of the house
i have kept myself
out of it
0
0
0
3
dosti aur kisi
gharaz ke liye
woh tijaarat hai
dosti hi naheen
a friendship animated
by personal gain
is a transaction
not friendship at all
0
0
0
27
vaada kyun
baar baar karte ho
khud ko
be-etibaar karte ho
why do you make promises
again and again
you only make
yourself untrustworthy
0
0
0
29
naye sire se chalo
koyi ahd karte hain
wafaa jafaa ka
puraana hisaab rahne do
let us start anew
let us make new vows
leave the old accounts
of faith and betrayal alone
0
0
1
71
jis ki khaatir sabhi rishton se
hua tha munkir
ab suna hai ki vahi shakhs
khafa hai mujh se
the one for whom i have
turned my back on all bonds
i hear that very person
now resents me
0
0
1
59
apnon ke zakhm kha ke
main nikla jo shahr se
jo ajnabi mila
wahi apna laga mujhe
wounded by my loved ones
when i left the city
the strangers i met
felt like my own
0
0
1
56
dost ban kar bhi
naheen saath nibhaane wala
wahi andaaz hai
zaalim ka zamaane wala
though being my friend
he does not stand by me
just like the way
the heartless world always behaves
1
0
0
64
bas tere aane ki
ik afvaah ka aisa asar
kaise kaise log thay beemaar
achchhe ho gaye
just the rumour of your arrival
had such an effect
all sorts of sick people
got cured instantly
0
0
0
39
gunahgaaron mein shaamil hain
gunahon se naheen waaqif
saza ko jaante hain hum
khuda jaane khataa kya hai
we are counted among the sinners
not aware what the sins are
we know what the punishment is
god only knows what the crime is
0
0
0
68
qurbatein hote hue bhi
faaslon mein qaid hain
kitni azaadi se hum
apni hadon mein qaid hain
even in closeness, we are
imprisoned by distances
how freely we are confined
within our boundaries
0
0
0
67
kya tujhe ilm nahin
teri razaa ki khaatir
maine kis kis ko zamaane mein
khafa rakha hai
don't you know
for the sake of your pleasure
how many in this world
have i upset and alienated
0
0
0
46
ye sochna ghalat hai ke
tum par nazar naheen
masroof hum bahut hain
magar bekhabar naheen
it is wrong to assume
i am not paying attention to you
i am quite busy, but yet
i am not unaware
0
0
0
41
tumhaare hisse ke jitne bhi
gham hain main le luun
mere naseeb ki har ek
khushi mile tum ko
may i take all the sorrows
that are meant for you
and may all the happiness
destined for me...be yours
0
0
0
52
yaar bhi raah ki deewaar
samajhte hain mujhe
main samajhta tha
mere yaar samajhte hain mujhe
even my friends consider me
an obstruction in their path
i used to believe
my friends understood me
0
0
0
48
jab jaam diya tha saaqi ne
jab daur chala tha mehfil mein
ik hosh ki saa'at kya kahiye
kuch yaad rahi kuch bhool gaye
when the wine-pourer handed me the cup
when the drinks were flowing freely
what to say of that moment of awareness
some things remembered, some forgotten
0
0
0
54
main tujh se jhuk ke mila huun
magar ye dhyaan rahe
baDa naheen huun magar tujh se
qad mein kam bhi naheen
i bowed when i met you
but do keep this in mind
i am not greater than you
but am not less either
0
0
0
49
dost har aib
chhupa lete hain
koyi dushman bhi tera
hai ki naheen?
your friends always
hide all your faults
do you have enemies
or no?
0
0
0
47
kitna naadim huun
kisi shakhs se shikwa kar ke
mujh se dekha na gaya
us ka pashemaan hona
how regretful i am
after complaining to someone
i couldn't bear to
seem them be repentant
0
0
0
75
utaar phenk de
khush-fahmiyon ke saare ghilaaf
jo shakhs bhool gaya
usko yaad kya rakhna
cast off
the pretense of false delusions
why remember those
who have forgotten you?
0
0
0
56
us ne itna kiya
nazar-andaaz
sab ki nazron mein
aa gaye hain hum
she ignored me to
such extent
that i have now come
into everyone's sight
ignored, overlooked
sight
0
0
0
48
yeh nanhi si jaan
yeh nanhi si muskurahat
khuda ki rehmat hai
khuda ki inaayat hai
this tiny life
this hint of a smile
is god's mercy
and the gift of providence
Anonymous
0
0
0
2.6K
wafaa ki aad mein
kya kya hui jafaa hum par
jo dosti yahi Thahri
to dushmani kya hai?
under the guise of loyalty
so much cruelty inflicted upon us
if this is friendship
what then is enmity?
0
0
0
3.6K
ek rishta jise main
de na saka koyi naam
ek rishta jise
ta-umr nibhaaye rakkha
a relationship to which
i could give no name
a relationship that
i upheld for a lifetime
0
0
0
2.3K
teri majbooriyan
durust magar
tu ne vaada kiya tha
yaad to kar
your constraints
are understandable, but...
you made a promise
please remember that
0
0
3
2.3K
meri khaleja mein teer Daalke
bismil karte hai
aur tabeeb bankar
khudi marham lagaate hai
(s)he hurts me, piercing
arrows into my heart
and then (s)he heals it,
applying the balm
Anonymous
0
0
0
2.3K
kis qadar nadim hua huun main
bura kah kar use
kya khabar thi jaate jaate
woh dua de jaayega
how regretful i am
for having criticized him harshly
who knew...that while leaving
he would bless me and go
0
0
0
2.3K
poochh lete woh bas
mizaaj mera
kitna aasaan tha
ilaaj mera
if only they had asked
how i am doing
how easy would
my cure have been
2
0
1
1.9K
humsafar chahiye
hujuum nahin
ek musaafir bhi
qafila hai mujhe
need a companion
not a crowd
one such person
is a caravan for me
1
0
1
1.7K
pattaa-pattaa buutaa-buutaa
haal hamaara jaane hai
jaane na jaane gul hi na jaane
baagh to saara jaane hai
every leaf, every plant
knows my feelings
the whole garden knows them
even if the flower doesn't
1
0
0
2.8K
aghyaar kyun daakhil hain
bazm-e-suroor mein
maana ki yaar kam hain
par itne to kam nahin
why are strangers allowed
in our gathering of joy
yes, our friends are few
but not so few
2
0
2
3.7K
jurm-e-ulfat pe hamen
log saza dete hain
kaise naadaan hain
shoalon ko hawa dete hain
people punish me
for my crime of love
how naive they are…
stoking the flames more
1
0
1
5.0K
dekhi thi nabj meri to
hans kar bola hakeem
ke tere marz ka ilaaj
mehfil hai doston ki
feeling my pulse
my doctor smiled and said
the cure for your illness
is a party with friends
Anonymous
0
0
0
3.0K
aaj gumnaam huun toh
faasla rakh mujhse
kal phir mashhoor ho jaaun toh
koyi rishta nikaal lena
i am an unknown today
so keep some distance
tomorrow when i become famous
you can find a relationship with me
Anonymous
1
0
1
4.7K
meharbaaniyan karam se
milti hain dil mein
gar aap khud khush ho to
sab ko khush kar sakte hain
by grace, kindness is
found in the heart
if you are happy yourself…
you can make others happy
Anonymous
1
0
1
4.0K
kisi bewafa ki khaatir
yeh junoon 'faraz' kab tak
jo tumhen bhulaa chuka hai
use tum bhi bhool jaao
for how long this obsession over the
unfaithfulness of someone, ‘faraz’
the one who has forgotten you
you should forget them too
2
0
1
3.3K
vahi qaatil vahi shaahid
vahi munsif Thahre
aqrabaa mere
karen qatl ka daavaa kis par
he's the murderer, he the martyr
and he the judge remains
oh kinsmen of mine
who shall we accuse of the murder
Anonymous
1
0
0
3.9K
apne diye ko
chaand bataane ke waaste
basthi ka har charaagh
bujhana pada hamein
for me to shine my lamp
as the moon
i had to snuff out
all the other lamps in the city
0
0
0
2.0K
aadatan tum ne
kar diye vaade
aadatan ham ne
etibaar kiya
by habit
you made promises
by habit
i trusted you
trust
1
0
0
3.3K
gairon pe karam
apno pe sitam
aye jaane wafa
yeh zulm na kar
tyranny for loved ones
kindness for strangers
o faithful one
be not so cruel
1
0
1
4.8K
muddat huyi hai
yaar ko mehmaan kiye huye
josh-e-qadah se
bazm charaaghaan kiye huye
it has been a while since
i had my friend as a guest
with the gathering all lit up by
the vigor and zeal of wine
1
0
1
3.5K
phir nazar me phool mehke
dil me phir shamein jalen
phir tasavvur ne liya
us bazm me jaane ka naam
flowers bloomed in sight again
and, again, my heart lit up
when i imagined again
going to the joyful gathering
1
0
2
3.7K
zindagi jab bhi tere
bazm mein laati hai hamen
yeh zameen chaand se behtar
nazar aati hai hamen
when life brings me to
your gathering
this earth looks to me
more beautiful than the moon
0
0
1
4.3K
mujhe sahal hogayi manzilen ke
hawa ke rukh bhi badal gaye
tera haath haath mein aa gaya ke
charaagh raah mein jal gaye
achieving my goals has become easier
winds have changed direction in my favor
when your hand did join my hand
bright lamps lit up my entire path
1
0
2
3.8K
dushmanon ke saath
mere dost bhi aazaad hai
dekhna hai kheenchta hai
mujh pe pehla teer kaun
my friends too
like my enemies…are free
i have to see who
shoots the first arrow at me
0
0
5
4.4K
mera zameer bahut hai
mujhe sazaa ke liye
tu dost hai to naseehat
na kar khuda ke liye
my conscience is enough
for my punishment
if you are my friend,
for god’s sake, don’t give me advice
1
0
0
4.7K
yeh kis ne phone pe di
saal-e-nau ki tahneeyat mujh ko
tamanna raqs karti hai
takhayyul gungunaata hai
when this someone called to
wish me a new year on the phone
desire dances around me
my imagination stars to sing
0
0
1
3.1K
abhi zinda hai ma meri
mujhe kuchh bhi naheen hoga
main ghar se jab nikalta huun
dua bhi saath chalti hai
my mother is still alive
nothing bad can happen to me
whenever i leave the home
her blessings accompany me
2014: Sahitya Akademi
0
0
7
3.7K
log badalte
nahi ghalib
be-naqaab
hote hain
people
don’t change, ghalib
they become
unmasked
Anonymous
unveiled, unmasked
0
0
0
1.6K
apni zabaan se kuchh na kahenge
chup hi rahenge aashiq log
tum se to itna ho sakta hai
poochho haal bechaaron ka
they won’t open their mouths
those who love you will say nothing
if it is possible for you, at least
ask the condition of the poor souls
0
0
1
4.2K
phool they, rang they
lamhon ki sabaahat hum they
aise zinda they ki
jeene ki alaamat ham they
we were the flowers, the colors
we were the freshness of those moments
we lived like
we were the symbols of living
0
0
0
1.8K
khoobsoorat hote hai
woh log
jo waqt aane par
waqt dete hai
beautiful
are those
who, when times are tough,
give us their time
Anonymous
1
0
0
4.0K
tu idhar udhar ki na baat kar
ye bata ki qaafila kyuun luTaa
mujhe raahzanon se gila naheen
teri rahbari ka savaal hai
don’t talk about irrelevant stuff
first tell us how the caravan got looted
i have no complaint against the robbers
i have questions about your leadership
1
0
3
3.5K
yahaan libaas ki qeemat hai
aadmi ki naheen
mujhe gilaas baDe de
sharaab kam kar de
here people respect the apparel
not the man
give me a bigger glass
you can reduce the wine
1
0
3
3.6K
apni taraf to main bhi
naheen huun abhi talak
aur us taraf tamaam
zamaana usi ka hai
until now, even i wasn’t
on my own side
and on that side
the whole world was her’s
2018: Sahitya Akademi Yuva Puraskar
0
0
2
2.9K
khanjar chale kisee pe
taDapte hain ham 'ameer'
saare jahaan ka dard
hamaare jigar mein hai
the dagger plunges into someone
and i am the one to suffer, ameer
the pain of the whole world
is gathered in my heart
0
0
0
4.0K
shahr-vaalon ki mohabbat ka
main qaael huun magar
main ne jis haath ko chooma
vahi khanjar nikla
i was convinced about the love
of those in my society
but, the hand that i sought to kiss
turned out to be a dagger
0
0
0
2.9K
kis din tum ne rakkha tha
hinaai haath seene par
khuda shaahid hai…ThanDak
aaj tak hum dil mein paate hain
that day you placed your
henna-ed hand on my chest
god as my witness, to this day
i find the comfort in my heart
0
0
2
2.9K
hum ko yaaron ne
yaad bhi na rakha
'jaun' yaaron ke
yaar the hum to
my friends now
don’t even remember me
though ‘juan’ was
a dear friend of theirs
0
0
0
2.9K
galiyon ki udaasi poochhti hai
ghar ka sannaaTa kehta hai
is shahr ka har rahne vaala
kyun doosre shahr mein rahta hai
the sadness of the streets asks
the silence of the house says
why do all people of this city
live in some other city
0
0
0
2.2K
log mohtaat hain
ravayyon mein
qurbaton mein bhi
faasla hai yahaan
people here are cautious
in their behaviors
even in closeness
there is a distance
0
0
1
2.5K
ahbaab ka shikwa kya kijiye
khud zaahir-o-baatin ek nahin
lub oopar oopar hanste hain
dil andar andar rota hai
what use complaining of friends, when
what’s visible and hidden are different
their lips seem to smile
while they are weeping inside
0
0
1
2.5K
us ne vaada
kiya hai aane ka
rang dekho
ghareeb khane ka
my beloved made a promise
to come
just look at how this humble abode
has turned so colorful
0
0
1
3.6K
kis ne sahraa mein mere waaste
rakhi hai ye chaanv
dhoop roke hai
mera chahne wala kaisa
who has provided a shade
for me in this desert
how are my dear ones able to
protect me from this searing heat
2005: Sitara-i-Imtiaz
0
0
0
2.5K
jhuk kar salaam karne mein
kya harj hai magar
sar itna mat jhukaao ki
dastaar gir pade
what harm is there
in bowing respectfully, but
don’t bend so much
that your hat falls off
0
0
1
3.3K
is shahar mein
jeene ke andaaz niraale hain
honTon pe latife hain
awaaz mein chaale hain
in this city,
the style of living is so strange
wit and smile on the lips
but sharp edges in the voice
0
0
1
4.7K
muskurate hue milta hun
kise se jo, ‘zafar’
saaf pehchan liya jata hun
roya hua main
i get acquainted with others
with a smile, ‘zafar’
but i get to know them clearly
only when i am weeping
0
0
0
1.8K
dost naaraaz
ho gaye kitne
ik zara aaina
dikhaane mein
how angry
friends became
when just shown
the mirror
0
0
0
2.9K
aarzoo hai ki
tu yahan aaye
aur phir umr bhar
na jaaye kahin
my wish is
for you to come
and then
you don’t leave ever
0
0
0
2.6K
mujh ko thakne nahi deta
ye zaroorat ka pahaad
mere bachche mujhe
budha nahi hone dete
the mountain of needs
won’t let me get tired
my children
won’t let me grow old
0
0
1
3.3K
aaj dekha hai tujh ko
der ke baad
aaj ka din
guzar na jaye kahin
have seen you
after so long
hope the day
doesn't end
pass through, spent
0
0
0
1.9K
khwaabon ki tarah aanaa
khushbu ki tarah jaana
mumkin hi nahi lagta
ai dost, tujhe paanaa
arriving like a dream, and
leaving with fragrance behind
it seems impossible, my friend,
to find someone like you
0
0
1
3.0K
zamane mein aaye hai to
jeene ka hunar rakhna
dushmanon se koi khatra nahi
bas apne par nazar rakhna
having arrived in this world
figure out the art of living
there is no danger from enemies
just keep a watch on your dear ones
1
0
9
3.3K
tum takalluf ko bhi
ikhlaas samajhte ho 'faraz'
dost hota nahin
har hath milaane vaala
you mistake a gesture of formality
for sincere affection, 'faraz'
not every one who shakes your hand
is a friend
0
0
1
4.9K
aankh bhar aayi
kisi se jo mulaaqaat hui
khushk mausam tha
magar TuuT ke barsaat hui
eyes welled with the
reunion of the loved one
after a long season of drought
the sky broke to rain down
0
0
2
2.7K
ye roshni tere kamre
mein khud nahi aayi
shama ka jism pighalne
ke baad aayi
this light hasn’t come into
your room all by itself
it has come after burning
the body of a candle
0
0
0
3.9K
mohabbat karne vaale
kum na honge
teri mehfil mein lekin
hum na honge
there will be no shortage
of those that love you
but in your celebration
alas, i won’t be there
1
0
3
3.8K
kitni deewarein uThi hain
ek ghar ke darmiyaan
ghar kahi gum ho gaya
deewar-o-dar ki darmiyaan
how many walls have arisen
within a home
the home is now lost somewhere
within these walls and doors
0
0
0
2.3K
itna to bata jaao
khafa hone se pahle
vo kya karen jo tum se
khafa ho nahin sakte
please, at least tell us this
before you get angry
what do those people do
who can't get angry with you?
0
0
1
4.4K
waqt ne kiya
kya haseen sitam
tum rahe na tum
hum rahe na hum
what a beautiful tragedy
time has produced
you have not remained the same
nor have i remained myself
2
0
1
2.1K
talaash chalta hoon thoDi door
har ik tez rau ke saath
pehchaanta naheen hoon abhi
rahbar ko main
i go searching for a short while
with whoever is whizzing past
i am yet to find someone
a guide to show the way
quest, search
fast, speed, quick
gallop, rhythm
spot, identify
guide, leader, ruler
0
0
0
2.9K
tamaam umr mera mujh se
ikhtilaaf rahaa
gila na kar jo kabhi
tera humnava na hua
my entire life, i struggled
and fought with myself
so, don’t complain that
i couldn’t be there for you
0
0
0
4.3K
aap aaye hain so ab
ghar mein ujaala hai bahut
kahiye jalti rahe ya
shama bujhaa di jaaye
you have come and the
house is filled with light
tell me, should i keep them lit
or turn these lamps off
0
0
0
2.9K
haadse hai ke
log rahte hain
apne hi ghar mein
ajnabi ki tarah
the tragedy is that
people stay
in their own homes
as strangers
1
0
0
3.0K
agarche door ho tum
meri nazron se
to kya, tum mere dil ke
aur bhi kareeb ho gaye ho
even though you are
far away from my sight
so what, you have come
even closer to my heart
0
0
0
3.5K
purseesh-e-haal bhi itni ki
main kuchh keh na sakun
is takalluf se karam ho to
sitam hota hai
this inquiry of my condition
is so that i can’t say anything
kindness with such formality
becomes cruelty indeed
0
0
0
4.3K
pyaar jab had se baDha
saare takalluf miT gaye
aap se phir tum hue
phir tu ka unwaan ho gaye
when love grew beyond a point
it erased all formality
addressing as aap became a tum
which affectionately turned into tu
0
0
1
2.3K
ishq mein bhi
siyaasaten nikli
qurbaton mein bhi
faasla nikla
in love too
politics arose
in even closeness
distances emerged
love
politics
closeness, proximity
distance
turned out, came out
0
0
0
4.0K
jaate ho, khuda-haafiz
haan, itni guzaarish hai
jab yaad ham aa jaayen
milne ki dua karna
as you leave, goodbye, but
a small request of you
when i come to your mind
do pray for us to meet again
goodbye; god protect you
request
memory, remember
blessing, prayer
0
0
0
2.2K
sab ki tarah tu ne bhi
mere aib nikaale
tu ne bhi khudaayaa meri
niyyat nahin dekhi
like everyone else
you too pointed out my flaws
you too, oh god,
did not see my intentions
0
0
0
3.4K
aye dost tujh ko rahm na aaye
to kya karuun
dushman bhi mere haal pe
ab aab-deeda hai
if you can’t pity me
my friend, what can i do?
even my enemies are now tearful
listening to my fate
0
0
0
4.0K
ghairon se kaha tum ne
ghairon se suna tum ne
kuchh hum se kaha hota
kuchh hum se suna hota
you have spoken to strangers
you lent them a patient ear
wish you had a word with me
heard me out too
0
0
0
3.8K
tere rone ki khabar
rakhti hain aankhen meri
tera aansu mere
rumaal mein aa jata hai
my eyes are aware
of your weeping
and your tears find
their way into my handkerchief
0
0
1
4.1K
murjha ke bikhar jaate hain
woh mayoos rishte
mehroom rehte hain jo
shafiq-e-deedaar se
they wilt and they scatter
those sad relationships
that are deprived of the
compassionate sight of the beloved
Anonymous
0
0
0
3.5K
be-maqsad mehfil
se behtar tanhaayi
be-matlab baaton
se achchhi khaamoshi
better than pointless get-togethers
is solitude
better than meaningless talk
is silence
0
0
0
3.4K
main zakhm kha ke gira tha
ki thaam us ne liya
muaaf kar ke mujhe
inteqaam us ne liya
i had fallen wounded
when he picked and held me
forgiving me
he took his revenge
0
0
0
4.4K
main khud ko dekhun
agar doosre ki aankhon se
milengi khamiyaan apne hi
shah-kaaron mein
if i would see myself
through the eyes of others
i’d surely see the flaws indeed
in my own reasons and actions
0
0
0
1.8K
har mulaaqaat pe
seene se lagaane waale
kitne pyaare hain
mujhe chhoD ke jaane waale
those who embrace me tightly
every time we meet
how loving they are…those who
leave me behind eventually
0
0
1
3.4K
shaam ko jis waqt khaali haath
ghar jaata huun main
muskuraa dete hain bachche
aur mar jaata huun main
at the end of the day
when i return home, empty-handed
my kids make me smile
and i die a little inside
0
0
0
3.7K
ajeeb hote hain
adaab-e-rukhsat-e-mehfil
ke woh bhi uTh ke gayaa
jis ka ghar na thaa koyi
strange is the etiquette
of leaving a gathering
even those got up and left
who had no home to go to
0
0
0
5.0K
aate jaate log hamein kyuun
dost puraane lagte hain
chaahat ki is had par, yaarab,
hum to deewaane lagte hain
why do new acquaintances
seem like old friends to us
affection to this extent, oh god,
makes us look a little mad
0
0
9
1.8K
dosti kis se na thi
kis se mujhe pyaar na tha
jab bure waqt pe dekha to
koyi yaar na tha
i had enmity with none
nor was anyone dear to me
during bad times, i found
i had no friends around
0
0
0
2.7K
ajeeb shakhs hai
naaraaz ho ke hanstaa hai
main chaahtaa huun
khafa ho to woh khafa hi lage
what a strange man
who smiles though upset inside
i wish he looks angry
when he is angry within
0
0
0
4.7K
main to is vaaste chup huun
ke tamaasha na bane
tu samajhta hai mujhe
tujh se gila kuchh bhi naheen
i remain silent for this reason:
to not create a scene
but you conclude (mistakenly)
i have no complaints against you
0
0
0
2.8K
kabhi kabhi to woh
itni rasaayi deta hai
woh sochta hai to
mujhko sunaayi deta hai
sometimes, he
grants such access
when he thinks
i can hear him
1
0
0
4.9K
423 Shaayars
Urdu Poetry, Simply Told
classic Urdu shers with simple translations, poetic insights, and mini-dictionaries for every poetry lover...
A heartfelt collection of Classic Urdu shers...
Alfaaz Ki Mehfil is a curated space for timeless poetry celebrating words, emotions, and the enduring beauty of expression. From classic Urdu couplets to modern reflections, it brings together generations of poetic voices that speak of love, longing, hope, and the human soul.