10 Urdu ash'ar / shaayari (shers, couplets) containing the word:
1 / 10: aalam
ab ye aalam hai ke
gham ki bhi khabar hoti naheen
ashk bah jaate hain
lekin aankh tar hoti naheen
such is the state now
that even grief goes unnoticed
tears stream down
yet the eyes remain dry
0
0
0
25
2 / 10: aalam
rahegi aab-o-hava mein
khayaal ki bijli
bahaar-e-aalam-e-faani
rahe, rahe na rahe
the lightning of thought
shall remain forever
whether the beauty of this
fleeting world stays or fades away
0
0
1
32
3 / 10: aalam
muddatein huyi ab to
jal ke aashiyaan apna
aaj tak ye aalam hai
roshni se Darta huun
it has been ages since
my home burned down
and, to this day
i fear the glow of light
0
0
0
20
4 / 10: aalam
hum jis pe mar rahe hain
woh hai baat hi kuchh aur
aalam mein tujh se laakh sahi
tu magar kahaan?
the one i die for
is so unique and special
there maybe millions like you
but how can you even compare?
Theme: Love, Passion and Longing (107)
0
0
1
28
5 / 10: aalam
aman-e-aalam
ki khaatir
jang yugon se
jaari hai
for the sake of
world peace
war has been
raging for ages
0
0
0
28
6 / 10: aalam
is aalam-e-veeraan mein
ya anjuman-aaraai
do roz ki mehfil hai
ek umr ki tanhaayi
what use decorating the gathering
in this desolate world
two days of festivities
and a lifetime of loneliness
0
0
1
67
7 / 10: aalam
is aalam-e-veeraan mein
kya anjuman-aaraai
do roz ki mehfil hai
ik umr ki tanhaayi
what festivity is this
in a ruined realm
two days of celebration
a lifetime of loneliness
0
0
1
68
8 / 10: aalam
jo dekhte tere
zanjeer-e-zulf ka aalam
asir hone ki
aazaad aarzoo karte
should they see the world of
shackles of your tresses
even free men would
desire to be held hostage
1
0
1
4.3K
9 / 10: aalam
ye ehtiyat ka aalam bhi
kya qayaamat hai
pukaar bhi na sake tujhko
tere naam se hum
this state of caution
how calamitous it was
i could not even
call out to you by your name
Theme: Loneliness, Solitude & Grief (104)
0
0
0
2.8K
10 / 10: aalam
khud ko paaya to
gham-e-aalam mein bhi khushi paayi
tanhaayi mein bhi
apni hi mehfil sajaayi
when I found myself
i found joy even in worldly sorrows
even in solitude
i arranged my own gathering
0
0
0
3.2K
423 Shaayars
Urdu Poetry, Simply Told
classic Urdu shers with simple translations, poetic insights, and mini-dictionaries for every poetry lover...
A heartfelt collection of Classic Urdu shers...
Alfaaz Ki Mehfil is a curated space for timeless poetry celebrating words, emotions, and the enduring beauty of expression. From classic Urdu couplets to modern reflections, it brings together generations of poetic voices that speak of love, longing, hope, and the human soul.